Pages

Tuesday, December 21, 2010

Ruk jaye gar ye dhadkan to achhi  baat hogi,
Tham jaye gar ye saanse to achhi baat hogi,
Thak chuka hai ab to dil bhi dhadkte dhadkte,
Mit jaye gar ye hasti to achhi baat hogi...

Tuesday, December 14, 2010

tere ishq de nishaan le ke,
assin duniya ton chal javange,
tu mud jina marji bulayi, 
tere sapne ch v fera na pavange...





ਤੇਰੇ ਇਸ਼ਕ਼ ਦੇ ਨਿਸ਼ਾਨ ਲੈ ਕੇ
ਮੈਂ ਦੁਨਿਆ ਤੋਂ ਚਲਾ ਜਾਵਾਂਗਾ. 
ਤੂੰ ਮੁੜ ਜਿਨਾ ਮਰਜੀ ਬੁਲਾਈ
ਤੇਰੇ ਸਪਨੇ ਚ ਵੀ ਫੇਰਾ ਨਾ ਪਾਵਾਂਗਾ. 

Wednesday, December 8, 2010

Iqraar Gaye, Inkaar Gaye, Hum Haar Gaye
Aankhon Say Sab Aasaar Gaye, Hum Haar Gaye
Kuch Yaadein Uss Ki Beech Samander Doob Gayeen
Kuch Sapney Reh Uss Paar Gaye, Hum Haar Gaye
Ikk Umr Rahey Hain Jeet Say Be-Perwah Lekin
Jab Jeetna Chaaha, Haar Gaye Hum Haar Gaye
Yoon Uljhey Duniya Ke Dukh Mein Be-Sudh Ho Ker
Sab Jhootey Sachey Pyaar Gaye, Hum Haar Gaye
Pehley To Preet Mein Apney Aap Say Door Huwey
Phir Yaar Gaye, Dildaar Gaye, Hum Haar Gaye !
Na karyo pyaar eh jaan kad lenda
na jeen denda na maran denda bas adh vichkare chhad denda
pehlaan dikha k sapne sohne sajna de
fer akhiaan cho neendra hi kad lenda