mujh se ab meri mohobbt ke fasaane na kaho..
mujhko kahne do maine unhen chaha hi nahin.....
aur vo mast nigaahen jo mujhe bhool gyi....
maine unn mast nigaahon ko saraaha hi nahin,,,,
Pages
Wednesday, March 24, 2010
Monday, March 22, 2010
Yoon hum ko sataane ki zaroorat kya thi,
Dil mera jalaane ki zaroorat kya thi.
Jo nahi tha ishq to keh diya hota,
Dil toor ke jaane ki zaroorat kya thi.
Maloom tha gar yeh khwaab toot jayenge,
Neend mein aa kar uthaane ki zaroorat kya thi.
Ishq par lagti rahegi har daur mein paabandi,
Ashiq ko majboor banaane ki zaroorat kya thi.
Maan loo gar yeh yak tarfa mohabbat thi,
Mujh ko dekh kar muskuraane ki zaroorat kya thi

Subscribe to:
Comments (Atom)