Main lafzon se kuchh bhi izhaar nahin karta,
Iska matlab yeh nahin ke mein tujhse pyaar nahin karta.
Chahta hun mein tujhe aaj bhi,
Par teri soch mein apna waqt bekaar nahin karta.
Tamasha na ban jaaye kahin mohabbat meri,
Isliye apne dardon ko ashkar nahin karta.
Jo kuchh mila hai khush hun,
Tere liye khuda se taqraar nahin karta.
Par kuchh to baat hai teri fitrat mein,
Zaalim varna tujhe chahne ki khata baar baar na karta.