SUNA HAI PYAAR KE KISSEY AJIB HOTE HAIN,
KHUSHI KE BADLE GAM NASEEB HOTE HAIN,
MERE DOST MOHABBAT NA KARNA KABHI,
PYAAR KARNEWALE BADE BADNASEEB HOTE HAI.
Pages
Tuesday, April 13, 2010
Main lafzon se kuchh bhi izhaar nahin karta,
Iska matlab yeh nahin ke mein tujhse pyaar nahin karta.
Chahta hun mein tujhe aaj bhi,
Par teri soch mein apna waqt bekaar nahin karta.
Tamasha na ban jaaye kahin mohabbat meri,
Isliye apne dardon ko ashkar nahin karta.
Jo kuchh mila hai khush hun,
Tere liye khuda se taqraar nahin karta.
Par kuchh to baat hai teri fitrat mein,
Zaalim varna tujhe chahne ki khata baar baar na karta.

Jab tera hukum mila, tark e muhbaat kar di.
Dil magar is pew o dadka ki kayamat kardi,
Tujh se kis kadar main izhaar e tamanna karta,
Lafz suza to maani ne bagawat kardi,
Maine to socha tha k laut aate hain jaane wale,
Tune jaa kar to judai meri qayamat kar di,
Tujh ko puja hai k aasman parsati ki hai,
Main ne wahdat ke mafahim ki kasrat kardi,
Mujh ko dushman ke iraadon pe bhi pyaar aata hai
Teri tulfat ne muhbaat meri aadat kardi,
Puchh betha hoon main tujh se tere kuche ka pata,
Tere halat ne kaisi teri halat kar di.

Vo ham na the, vo tum na thi, vo rehguzar thi pyaar
Lutee jahaa’n pe be-wajah, paalki bahaar ki
Tumhi the mere rehnumaa, tumhi the mere hamsafar
Tumhi the meri roaushni, tumhi ne mujhko di nazar
Binaa tumhaare zindagi, hai shamaa ik mazaar ki
Ye kaun sa maqaam hai; falak nahin, zamee’n nahin
K shab nahin, sehar nahin; k gham nahin khushi nahin
kahaa’n pe le kay a gayee, hawaa tere dayaar ki

Guzar rahi hai tum pe kya; banaa k ham ko dar-ba-dar
Ye soch kar udaas hun, ye soch kar hun chashm-tar
Na chote hai ye phool ki, na khalish ye khaar ki

Subscribe to:
Comments (Atom)