Teri yad na fenk saka dil se to chehara badal liya kahin tu aaye mere samane, aur ud jaye rang tera yahi na mujhe pasand aya, to chehara badal liya tere gam men dil roya hoga, ab to pata nahin chalata bhigi palaken tujhe na bhayi, to chehara badal liya shakl se meri nafarat tumako, par mere dil me betabi hai ab shayad tujhe dekh sakoon, ab chehara badal liya bheed me gum hona aasan ab, koi nahin pahchanega tum bhi mujhe bhool jaogi, jo ab chehara badal liya.
Aankhoon ka rang, baat ka lehja badal liya,
Wo shakhs ek shaam ma kitna badal gya,
Shayed wafa k naam se ukta gaya tha wo,
Jo manzil saamne aayi to humsafar badal liya
Main kese us shakhs ko rula sakte the "Faraz"
Jis shakhs ko main ne khud ro ro kr paya tha