Meri hasraton k janaazy ko uthaany waale,
kitne bedard hain yeh log zamaney waale,
koi apna nahi matlab ki hai yeh dunya saari,
ab kahan milty hain woh yaar purany waly,
main dua du hon sada neendein mubarak tum ko,
hijar ka dard de k muj ko jagany waale,
bus yeh hi soch kar har bar manata hon usko,
lot aaty hain kahan rooth k jaane waale,
un k dil main kabhi jhank ker dekho to sahi,