Pages

Friday, August 19, 2011

Tujhe bhoolna bhi chahoon to bhulaoon kaise..
Teri yaad se apna daaman chhudaoon kaise..
Meri har khushi, har muskaan mohtaaz hai teri..
Tujhko iska ehsaas dilaoon kaise..
Badal ke meri Zindagaani, tu mujhse door ho gayi
Tujhe kho dene ki kasak dil se mitaoon kaise..!!
Reet Hai Jane Kaisi Ye Zamane Ki......
Jo Saza Milti Hai Yahan Dil Lagane Ki......
Na Basana Kisi Ko Dil Me Itna.......
K Fir Dua Mangni Pade Use Bhulane Ki........
ਦਰਦ ਦਿਲ ਵਾਲਾ ਦਿਲ ਵਿਚ ਛੁਪਾ ਨਾ ਸਕੇ
ਲੱਖ ਚਹੁਣ ਤੇ ਵੀ ਉਸ ਨੂੰ ਭੁਲਾ ਨਾ ਸਕੇ
ਮੰਜਿਲ ਉਹਦੀ ਸੀ ਕੋਈ ਹੋਰ
ਏ ਗੱਲ ਦਿਲ ਨੂੰ ਸਮਝਾ ਨਾ ਸਕੇ
ਦਿਲ ਸਾਡ ਨੇ ਸਾਨੂੰ ਮਜਬੂਰ ਕੀਤਾ
ਤਾਹੀਓ ਨੈਣਾ ਤੇ ਜੋਰ ਚਲਾ ਨਾ ਸਕੇ
ਉਹਨਾ ਨੇ ਸ਼ਇਦ ਸਾਨੂੰ ਕਦੇ ਚਾਹਿਆ ਹੀ ਨਹੀ
ਤੇ ਆਸੀ ਉਸ ਤੋ ਬਿਨਾ ਕਿਸੇ ਹੋਰ ਨੂੰ ਚਾਹ ਨਾ ਸਕੇ

Saturday, July 30, 2011

Support the Good Cause

Bahut dukh hota hai jab dekhta hoon k log kisi k nek irade main se bhi kami nikalne ki koshish karte hain.

Do aadmi jinka koi ghar nahi hai, family nahi hai, koi bank balance nah hai, koi property nahi hai, vo hamare haq ke liye lad rahe hain aur hum unki niyat ke upar shak karte hain. aur maan v liya k unke saath v kush issue hain, to v kya vo jis maksad ke liye lad rahe hain, vo galat hai.

Vo hamare desh ka dhan vapis lana chahte hain aur isme kush galat nahi hai.
agar vo chahte hain k bhrashtachar khatam ho to isme kush galat nahi hai.

Hum sabko unse sawaal puchhne ki bajaye unke saath khada hona chahiye.
Vo galat nikale to unko baad main dekh lenge lekin jo log sabke saamne galat hain unko to sabak sikhaya jaye.

Wednesday, June 29, 2011

Phir aj koi Ghazal tere Naam na Hojayee....
Aaj kahee'n likhtay Likhtay Sham na hojayee..
Kar rahay hain Intezar tere Izhar e Muhabbat ka....
Isi Intezar may Zindagi Tamam na hojayee...
Nahi Letay Tera Naam Is Dar say...
Kahe'n naam tera Badnaam na HOjayee...
Mangtay hain Dua Jab b Ap yaad atay hain..
k Judai mere Pyar ka Anjaam na hojayee..
Sochatay hain Dartay hain aksar Tanhai may..
Us ki Dil may kisi or ka Muqaam na hojaye...