Pages

Friday, August 28, 2015

Ishq Qaatil Se Bhi, Maqtool Se Hamdardi Bhi
Ye Bata Kis Se Muhabbat Ki Jaza Mange Ga?

Sajda Khaaliq Ko Bhi, Eblees Se Yaarana Bhi
Hashar Main Kis Se Aqeedat Ka Sila Mange Ga...?
Kabhi Kabhi Jo Tere Qareeb Se Guzare The
Ab Un Dino Ka Tasawur Bhi Mere Pas Nahi
Mujhe Ye Dar Hai Teri Aarzoo Na Mit Jaye
Bohat Dino Se Tabiyat Meri Udaas Nahi...

Monday, July 13, 2015

अभी तक मौजूद हैं इस दिल पर तेरे कदमों के निशान,
हमने तेरे बाद किसी को इस राह से गुजरने नहीं दिया.....!!
है परेशानियाँ यूँ तो, बहुत सी ज़िंदगी में,
तेरी मोहब्बत सा मगर, कोई तंग नहीं करता
बारिश से कुछ बुँदे मांग लेंगे,
चाँद से चांदनी उधर मांग लेंगे,
अगर तेरी दोस्ती नसीब हुई ए दोस्त,
तो खुदा से एक और ज़िन्दगी मांग लेंगे.....