Pages

Friday, April 30, 2010

Kisi k"PYAR"ko bhulana na Aaya
,Kisi k"DIL"ko dukhana na aaya
,Kisi ki"YAD"me tarpna to sikh lia humne
,Par Apni "YAD"me kisi ko tarpana na aaya,
Zinda The To Kisi Ne Na Pucha Haal_e_Jigar,
Ab Mar Gaye Hain To Mitti Mein Dabane Aa Gaye,
Chorr K Dunya Ko Madhosh Huay The Hum,
Wo Na Jane Kya Soch Kr Humko Jagane Aa Gaye,
Na Jane Kis Se Pucha Hy Wafa Ne Pata Mera,
Meri Qabr Per B Mujhe Satane Aa Gaye,
Hum To Andhere Mein Sone K Aadi The,

kabr pe hamari chirag kyun jalane aa gye...
Tere ghum ko seene main dafan kar lenge hum.
 Tere dard se jindagi sanwar lenge hum.
Tu nahin to teri yaad to hai hamare paas.
Teri yaad ke sahare jindagi gujar lenge hum
Koi Rutha Is taraha ki manaya na gaya. 
dur itna ho gaya ki bulaya na gaya. 
jane kya raaz hai uski yaad aati nahi. 
ye bhi sach hai ki wo bhulaya na gaya. 
dil to dil hai samunder ka sahil nahi, 
likh diya uska naam phir mitaya na gaya. 
usi ke naam par hum tabah ho gaye, 
apna keh kar bhi jise apna banaya na gaya!!!!!!!!
aap ko bhuul jaaye ham itane to bevafaa nahii 
aap se kyaa gilaa kare aap se kuchh gilaa nahii.... 
shiishaa-e-dil ko todanaa unakaa to ek khel hai 
hamase hii bhuull ho gaii unakii koii Khataa nahii...