Pages

Wednesday, April 7, 2010

jab kabhi mujh ko ghame dahar ne nashad kiya



aye ghame dost tujhe main ne bahot yaad kiya


ashk bah bah ke mere khak per jab girne lage


main ne tujhe tujh ko tere daman ko bahot yaad kiya


qaid rakha mujhe saiyaad ne kah kah ke yahi


abhi aazad kia , bas abhi aazad kiya


haye ow dil mujhe us dil pe taras aata hai


tune barbad kiya jis ko na aabad kiya


tujh ko barbaad to hona tha baharhaal Khumar


naaz kar naaz ki us ne tujhe barbaad kiya

Tuesday, April 6, 2010

Nahi hui hai Intihan abhi iss darde muhabbat ki,

Ke ye din to gujar gaya lekin shaam abhi baaki hai.
nahi khoya hai hmne hoshe ke kitna bhi pee gaye hai
Tere hatho ke ay saaki ek aakhree jaam abhi baaki hai
Hai jo khwaish teri tu badnaam aur bhi kar le,
Bazare husn me hamari abhi kuch aur aan baki hai.
Na bharenge aah bhi ay Jalim tu sitam aur kar le,
Dhadkane ruk gai hai magar kuchh aur jaan baaki
Hamain tum bhool jao ge hamain maaloom hai lekin..

Palat kr jab b aao gy mohabbat muntazir hogi,
Kabhi bhoolay se he mujhko agar tum yaad kr betho..

Meri tasbeeh, tilawat aur ibaadat muntazir hogi,
Falak k paar ja utro samundar pr ja thehro..
Kisi k dasht-e-chahat ki imamat muntazir hogi,
Hamari aarzu jo hai tumhari dastaras mein hai.

Milo na tum milo lekin mohabbat muntazr ho gi...!!!

 

Monday, April 5, 2010

"I can give you all my love because I truly love you,
but I can't give you my soul and my heart because you have just broken it apart."

Wednesday, March 31, 2010

ਦਿਲੋਂ ਗ਼ਮਾਂ ਦਾ ਉੱਠਦਾ ਭੁਚਾਲ ਆਉਂਦਾ।
ਅੱਜ ਮੈਨੂੰ ਖੁਦਕਸ਼ੀ ਕਰਨ ਦਾ ਖਿਆਲ ਆਉਂਦਾ।
ਮੈਨੂੰ ਉਜਾਲਾ ਦਿੰਦੀ ਸ਼ਮਾ ਚੰਗੀ ਲਗਦੀ
ਚਾਨਣ ਅਸੁਹਾਵਾਂ ਲਗਦਾ ਤਾਂ ਬੁਝਾ ਮਸ਼ਾਲ ਆਉਂਦਾ।
ਉਹਦੀ ਤਸਵੀਰ ਤੱਕਣ ਨੂੰ ਜੀਅ ਨਹੀਂ ਕਰਦਾ
ਤੱਕਕੇ ਤਕਲੀਫ ਹੁੰਦੀ ਦਿਲੀਂ ਉਬਾਲ ਆਉਂਦਾ।
ਪੱਟਕੇ ਝਿੰਮਣੇ ਪਲਕਾਂ ਨੂੰ ਝੁਕਾਈ ਰੱਖਦਾ
ਟੁੱਟਦੇ ਜਾਂਦੇ ਜੀਵਨ ਦੇ ਬੰਨ੍ਹ ਹੰਝੂਆਂ ਦਾ ਨਕਾਲ ਆਉਂਦਾ।
ਜਿਉਣ ਦੀ ਦਿਲਚਸਪੀ ਮੇਰੀ ਪੀੜਾਂ ਖਾਧੀ
ਸੱਦਾ ਭੇਜੇ ਤੋਂ ਨਹੀਂ ਕਾਲ ਆਉਂਦਾ।