Pages

Tuesday, March 16, 2010

it hurt yaaaaaaarr

dil ke hatthon majboor hokar,
hum chal diye unse door hokar,
pata chala wo chahte hai kisi aur ko,
jab wo na mile hume mashroof (Busy) hokar,
aaj yaad aa raha hai mujhe unka saath
unki yaadon main iss trahan rokar,

main kal tak shayad na rahon,
sochta hun kya wo gujrain ge meri kabbar se hokar,
main unko iss jahan main bhi yaad karta hun,
uss jahan mainbhi yaad karunga par,
kya yaad karain ge wo mujhe kissi din rokar.

No comments:

Post a Comment