
Kaash ye dil un se lagaya na hota !
to is qadar dhokha khaya na hota !
hum bhi muskurate sab ki tarha !
jo unhone pyar jataya na hota !
agar hota aashan kisi ko bhulna !
to in aankho ne etna samundar bahaya na hota !
aaj bhi thodi zendagi baaki hai humari!
mar he jaate ab tak to hum,
jo unhone zenda rahne ka waada dilaya na hota !
No comments:
Post a Comment