Pages

Thursday, May 6, 2010



Hawa jab tez chalti hai tumhari yaad aati hai
patte jab sar saraate hai tumhari yaad aati hai
Khabi bhoole se mere dil mai aaker dekho
Yaha ek mehfil sazti hai or tumhari yaad aati hai
Tumhe kaise bataoon kitni chahat maine ki hai tumse
Kahbi jab aasoun chalakte hai to tumhari yaad aati hai
Khabi chand ko mai dekhon khabi taron ko mai ginu
khabi jab chandni muskurati hai or tumhari yaad aati hai
Zamana hai to bahout zalim kahi tumko cheen na le
Mai khmoos hota hoon or tumhari yaad aati hai

No comments:

Post a Comment