Pages

Monday, May 10, 2010

Sabse se Chupa ke Dard jab woh, Muskura di
Uski hasi ne to aaj mujhe rula diya
Lehje se uth raha tha har Dard ka dhuan
Chera bata raha tha ke khuch gawa diya
Awaaj mai tehraon tha aankhon mai nammi si hi
Or keh rahi thi ki Maine sab khuch bhula diya
Jane kya usko thi logo se shikayten
Tanhaiyoun ke desh mai khud KO basa liya
Khud bhi who mujh se bichar ke adhori si ho gayi dosto
Mujh KO bhi itne logo mai tanha bana diya

No comments:

Post a Comment