faasle aise honge ye kabhi socha naa thaa
samne baitha tha mere or wo mera na thaa
raat bhar pichhli hi aahat kaan me aati rahi
jhank kar dekha gali me door tak koi na tha
yaad karke aur bhi takleef hoti hai hame
bhul jaane ke siwa ab aur koi chara na tha

No comments:
Post a Comment