Sab se chupakar dard jo wo mushkura diya..
uski hansi ne to aaj ujhe rula diya
laheze se uth raha tha har ek dard ka dhunva..
chahera bata raha tha ki kuch ganva diya
aawaz me thaherav tha, aankho me nami thi..
aur keh raha tha ke maine sab kuch bhula diya
jaane kya usko logo se thi shikayte
tanhaiyo ke desh me khud ko basa liya..
khud bhi woh hum se bichad kar adhura sa ho gaya..
mujh ko bhi itne logo me tanha bana diya.......
No comments:
Post a Comment